Domain Transfer Sell Kaise Kare ? Godaddy to Godaddy Step by step

       GoDaddy Domain Ko Another Godaddy Account Pe Transfer Kaise Kare ? Domain Ko Sell Kaise Karte He ? Domain Ko Exchange Kaise Kare? Yeah Question Sabhi Ko Hota He Or Yeah Jankari Sabhi Blogger Or Domain Owner Ko Janna Chaiye Aap Apne Godaddy Domain Ko Sell Karna Chahte Ho Ya Fir 1 Account Se Dusere Account Me Transfer Karna Chahte Ho Ya Or Bhi Reason Hote He Domain Transfer Karne Ke So Is Post Me Step by step Sikhege Ke Godaddy Domain Ko Transfer Kaise Karte He ? Yeah Process Easy He Bas Thik se Samaj ne Ki Jarurat He So Me Easy Language Me Photos Ke Saath Yeah Post Ready Kiya He !

Domain Transfer Kaise Kare? How To Transfer Domain To Another Godaddy Account ?

Step 1: First Log in Your Godaddy Account..

Step 2: Ab Top Pe Aapke Neme Pe Click Kare Then My Product Pe Click Kare.


Step 3: Ab Aapke Samne Domain Ka Opatin Dikhega or Uske Saamne Manage Pe Click Kare Ab Aap Ka Domain Show Hoga. Yaha Se Aapko Jo Domain Transfer Karna He Uske Samne 3 Dot Opation Pe Click Kare Or Fir Domain Setting Pe Click Kare Follow This Image


Step 4: Domain Setting Opan Hone Ke Baad Additional Setting me " Transfer Domain To Another GoDaddy  Account" Pe Click Kare Follow This Image


Step 5: Ab Aapke Samne Ek New Page Opan Hoga Jisme Aapko Domain Kis Account Pe Transfer Karna He Uski Details Dalni He. Details Thik se Dalne ke Liye Image ko Follow Kare

Email Address: Aap Jis Account Pe Domain Transfer Karna Chahte Ho Uska Email Address Dale. 

Customer/username: Yaha Samne Wale Account Mtlb Jispe Hum Domain Transfer Kar Rahe He Uska Username Ya Godaddy Customer Number Dale

Domain Contact Information: Agar Aap Domain Apne He Dusre Account Pe Transfer Kar Rahe He Mtlab Contact Information Seme He Rakhna He To Do not Change Pe Tick Kare.

Details Add Karne Ke Baad Next Pe Click Kare..

Step 6: Ab Ek New Page Opan Hoga Yaha Sirf Finish Pe Click Kare Aapka Kaam Ho Gaya


Finish Karne Ke Baad Present Account Yani jis Account se Hum Domain Transfer Kar Rahe He Uska Kaam Finish Ho Gaya. Ab Or Chota Sa Kaam Karna Padega Dusre Account Pe Jispe Hum ne Domain Ko Transfer Kiya He.


Ab us Account ko Log in Karo Jispe Abhi Domain Transfer Kiya. Step 3 Tak Same Follow Kare Ab Top Pe Show Ho Raha Option Me Domain Pe Click Kare Then 4th Option Pending Account Changes Pe Click Kare.

Yaha Aapko Jo Domain Humne Other Account Se Is Account PeTransfer Kiya He wo Show Hoga. Ab Domain Select Kare Or Aspect Pe Click Kare. Or Fir ek New Page Opan Hoga Yaha Ok Karde Now Yeah Domain Successfully Transfer Ho Gaya He. Ise Aap My Product> Domain Maneg Me Apne Domain Ki List Me Dekh Sakte He. So Now it's Done.

Domain Sell Kaise Kare? How To Selling Domain ?

       Aap Samaj He Gaye Hoge ki Domains Ko Sell Karne Ke Liye Bhi Yahi Processing Karna He. Kyoki Selling Karne Ke Liye Hume Apne Godaddy Account Se Domain Ko Hamare Buyer's Ke Account Me Transfer Karna Hota He. Or Transfer Ka Pura Processing Step by step Hum Samaj Chuke He. Domain Ko Exchange Karna Mtlab Hum Apna Domain Other Person Ke Account Me Transfer Karege Or wo Person Apna Domain Hamare Account Me Transfer Karega. So Ab Aapko Domain Transfer Or Selling & Exchange Ke Baare Me Puri Jankari Mil Gayi Hogi. 

       Agar Post Related Koi Question He To Aap Comment Kare Or Jise Bhi Yeah Jankari Ke Jarurat Ho Uske Saath Share Kare. Thank you..

Also Read This

* How To Get FREE Domain & Set up blogger step by step

Tags