Whatsapp New Picture In Picture Feature (PIP) Full Information In Hindi: whatsapp Ka New Feature Picture In Picture All whatsapp User's Ke Liye Available Ho Gaya Hai. July Me Is Feature Ki Testing Ke Baad Now Finally whatsapp PIP feature all user's ke Liye ready Ho gaya Hain.
Whatsapp Picture In Picture Feature Kya Hai ?
user's ko attracte Karne Ke Liye or user ko best experience Provide Karne ke Liye Bahut naye naye Features whatsapp deta hai. Aise He whatsapp Video Calling me ek new features aaya hai. Jiska neme hai whatsapp Picture in Picture (PIP). Is Feature ki wajah Se Aap whatsapp Video Calling karte time other koi bhi work Saath Me kar time save kar Sakte Ex. Video Calling Karte Karte Kisiko bhi message Send Kar sakte.!
Whatsapp Picture In Picture Feature work Kaise Karta Hain ?
PIP feature Se aap video Calling ke Windo ko size Big-small kar Sakte or Screen Per Kahi bhi swap kar sakte. Yaha Aapko is type ka Multitasking milega. Video Calling ke time Aap Kisi ko bhi message Send kar sakte. To yahi Simple Sa Concept He is Picture in Picture Feature Ka Jise Video Calling ke Saath Or bhi kaam kar Sakte. Or Apni video windo ko Screen Pe yaha se waha Ghumake time pass bhi kar Sakte. Jo hum Pehle nahi kar pate the.
I Hope Aapko Ye whatsapp Picture in Picture ki Jankari Acchi Lagi Hogi. Agar koi Question He To jarur Se comment Kare. Or is post ko Apne Sabhi whatsapp friends or Group Me Share Kare.
Also Read This
Top 21 whatsapp Facts In Hindi
Blue whale Game Facts In Hindi
Join Unlimited WhatsApp Group 200+ Link
Also Read This
Top 21 whatsapp Facts In Hindi
Blue whale Game Facts In Hindi
Join Unlimited WhatsApp Group 200+ Link