Hazrat Ali New Quotes For Happy New Year in For Everyone Human. Hazrat Ali (R.A) Heart Guide Touching Quotes In Urdu | What does Hazrat Ali say about the New Year?
Hazrat Ali's Quotes that can change your life and thinking the new year is coming in and we want to tell you some things that will help you a lot on New Year's. If you also want to be successful in life and want to see success and happiness in your life and the life of your parents by reading the quotes of Hazrat Ali, then you must read it once. Hazrat Ali Quotes for Success. As approaches, people have high hopes for their lives and families and especially for themselves to be successful in this new year. If you want to be successful too, be sure to share it with your friends.
Kash insan bhi note ki tarha hoty roshni main kar ke dekh lety asli hai ya naqli. |
Bantne see khushyan is tarha barhti hain jese zameen main boya huwa beech fasal ban jata hai. |
Hazrat Ali (R.A) ka farman hai insaan ka apne dushman se inteqam ka sab se acha tarika ye hai ke apne khuwabon main izafa karo. |
Mujhe sanpo se darr nahi lagta lekin insano se lagta hai kyun ke sanp apne difa ke liye dasta hai or insan apne mafaad ke liye dasta hai. |
Agr apka zameer or niyat saaf hai to is bat se koi faraq nahi parta hai ke koi apko acha kahy ya bura ap apni niyat par janchy jayengy dosron ki soch par nahi. |
Naye rishton ki chah main purane rishto ko rond dia jata hai khuwah wo kitna hee mukhlis kyun na ho. |
3 Insaan 3 cheezon se mehroom rahengy? Ghussy wale sahy faisle se. Jhoota izzat se. Jald baaz kamyabi se. |
Jo shakhs apne apko pasand karta hai wo dosron ko na pasand hojata hai. |
Zindagi main 2 Cheezen zarur seekhen. 1:- Apno main khush rehna. 2:- Rab ke elawa kisi se umeed na lagana, yakeen main hmesha khush or kamyab rahengy. |
Naik kaam karne wala khud is kam se behtar hai or burai karne wala khud is burai se badtar hai. |
Logon se is tarha se milo ke agr marjao to tum par royen or zinda raho to tumhare mushtaq hon. |
Dhoka khane walon ko to waqt ke sath sath sakoon mil jata hai lekin dhoka dene walon ko kabhi sakoon nahi milta. |
Aqalmand insaan kabhi beth kar apni pareshani ka rona nahi rota balke ba khushi is ke hall ke liye koshish karta hai. |
Hajoom ke sath ghalat rah par chalne se behtar hai keh aap tanha rah-e-hidayat par chal paren. |
Ye insan tajub ke qabil hai keh wo charbi se dekhta hai gosht ke lothre se bolta hai haddi se sunta hai or surakh se sans leta hai. |