Paytm Payment Bank Kya Hai ? Or New Account Ke Liye Apply Kaise Kare

Paytm ke bare me to sab jante he hai, Lekin pichle kus time se Paytm Update huva hai or Ab to paytm payment Bank bhi ban gaya hai, Jaise SBI, Axis bank, Dena Bank, Hai aise he ab Paytm bank bhi ban gaya hai 
Paytm Payment Bank

 Paytm Online Payment Bank Me Account Open karne ke liye aap ko Aadhar card, pan card, or Other documents se Veryfy karwa na Hoga, Is ke baad Aap ko Paytm ke Passbook, Or Debit Card Bhi milenge



 Paytm Payment banks ke bahut se Benefit hai Or sara kaam Mobile se kar sakte hai, Paytm payment bank use karne ke liye aap ke paas paytm Latest Version hona jaruri hai, 

2015 me Government ne Payment bank ki Manjuri diya tha is ke baad 2017 me Paytm payment bank lunch huva hai, or Aaj Lpgo ke man me Paytm bank ke bare me Bahut se sawal Ho rahe hai, To dosto aaj is post me aap ko sare sawalo ka jawab mil jayega




  Paytm Payment Bank Kya Hai.? 


 Paytm Payment bank Ek Online payment Bank hai Jin ka use Online Service ka Use karne ke liye hota hai Reserve Bank of India ( RBI)  New trike se kaam kare aisa Model teyar kiya hai

Paytm payment bank ko 23 May 2017 ko Paytm Company ne start kiya tha, Paytm payment bank me aap 1 Lakh Rupiye tak Paise rakhh sakte hai In par Paytm aap ko 4% Interest Provide karega 

Paytm Online Payment Bank ki traf se aap ko Debit Card or Passbook Bhi Diya jayega, in ATM ka use aap Othar Kisi Bhi Bank ke ATM Se paise nikalne ke liye kar sakte hai 

  Paytm ke is bank se aap othar kisi bhi bank me paise transfer kar sakte hai or ye Bank Same Other Bank ke jaise he work karega But Paytm Payment Bank Aap ko Loan nahi dega lekin Aap ke paise par 4% Interest Jarur provides karega

Paytm Payment Bank Best Features In Hindi Paytm Bank मे Account खुलवाने के फ़ायदे 

  • Paytm Payment bank me New Account kholne ke baad Customers ko Passbook Diya jayega in se Aap ke Paytm Account ka update balance check kar sakte hai or Account Bhi safe Rahega
  • Paytm Payment bank me aap ke Deposits par 4% Interest milega jo bahut achi baat hai
  • Paytm bank me jo deposits hogi in ko Government Bond me invest kiya jayega jin se aap ko money safe rahega
  • Paytm Payment bank me new Account open karne par aap ko 250Rs ka Cashback milega
  • Paytm payment se Koi Transection karte hai to Aap ko koi charge nahi dena hoga 
  • Paytm Bank me zero balance par Account open kar sakte hai 
  • zero balance account open kar ke all Banking services ka use kar sakte hai without any charge 
  • Aap ke paytm bank account ka Interest Month ke last date me apne paytm bank me Add kar diya jayega 

 aise Bahut se Benefit  hai paytm payment banks ke To mai umed karta hu aap perfectly samjh gaye honge ki Paytm bank me online account open karwane ka kya fayda hai, or Kaise paytm bank ko use kar sakte hai

Paytm Customers KYC Veryfy Kaise Karwaye 

 Dosto Paytm me aap ko Paytm bank saving account open karawne se pahle  KYC Veryfy karwana hoga is ke baad aap Easy se paytm bank saving account open karwa sakte hai 

sabse pahle Apna paytm Latest Version 6.0.0 open kare yaha par aap ko KYC Ka options show hoga is par click karna hai is ke baad aap ko Ek forum show hoga 

 Paytm apps me aap ko forum open huva hai in mai apna Aadhar card number Enter karna hai or Proceed Ki Button par click karna hai 

  ab aap ke aadhar Card Me Mobile register hai in ke uper OTP aayega in otp ko yaha par enter karna Hai  or submit karna hai 

next page par aap ko Apna Aadhar card Show hoga aap Conform kar le ki aap ka he Aadhar card hai ke Is ke Baad Yes It's Me par Click kar de

ab aap ko next page par new forum show hoga is me apni personal details Full Name, Father Name, Birth Date, Etc, bharni hai  Is Ke baad details Complete kar dena hai

next page par aap ko successful KYC ka Msg show hoga Or aap ka Aadhar card Paytm ke sath link ho gaya Hai, 

Ab apna paytm account fully Veryfy ho gaya hai aap Paytm payment bank me Savings account ke liye Apply kar sakte hai to Ab sikhte hai Paytm Bank me Saving account ke liye Apply kaise kare 

Paytm Payment Bank Me Online Account Open Kaise Kare  (  how to open paytm payment bank account ) 

Paytm payment bank me account open karne ke liye Nishe ke steps ko follow kare 

1 )  First Download the latest version of Paytm App Click Now

2 ) Open Paytm apps and Click bank Account Icon 

3 )  Read paytm terms and conditions and click on Proceed

4 ) Enter  Your 4 Digit pass code And  confirm Your Pass code 

5.) Add a nominee And fill in all the 
necessary details

Ab Aap ka paytm account open ho gaya hai aap use kar sakte hai 

upar ke steps ko follow karne ke baad aap successfully paytm bank saving account open karwa sakte hai or In Articles se aap ko kisi bhi types ki problem ke liye Comments kar sakte hai THANK YOU !

Tags