Instagram par 5000+ Likes kaise Mile Free me ?

Instagram par 5000+ Followers kaise Paye Free me ?,Instagram par 5000+ Likes kaise Mile Free me ...




 Instagram par unlimited followers kaise Badha sakte hai.Instagram ka Pryog badhta hai ja raha hain,Instagram Social Service hai  iska pryog photo,Video Share karne ke liye kiya jata hai.Jaise Social Service Facebook,Twitter hai Ushi tarike se ye bhi Social service hai.Par Instagram me aap Facebook,Twitter ki tarah Instagram par Status update,Chatting nahi kar sakte,Par photo video par comment kar sakte ho.Iska Craze Logo me nirantar badhta ja raha hai,Har koi banda Chahta hai ki Uski Instagram ki pics ke like jyada ho aur Followers bhi jyada ho.Aapke Account ke followers badhne ke sath-Sath aap bhi populer hone lagoge,Social Networking par jish bande ke page like aur Instagram,Twitter followers jyada hote hai vo hi popular hai Aur Jyada se Jyada Log Ush bande se judne ki koshish karte hai Social networking par.Dosto Instagram aaj ke time me bahut hi populer Social Site hai,Jish par Daily Lakho Photo,Videos Share ki jati hai Users Dvara.Jab Ish Service ko "Kevin Systrom" aur "Mike Krieger" ne Banaya tha to Unhe Ummid bhi nahi thi ki ye Service Itni Populer hogi ki Ushe Facebook Jaisi Diggaj Company Bhi kharid legi.Facebook ne Ish Site ki popularity ko dekhte hue Instagram ko 1 Billion US Doller me kharida tha. 

Instagram Kya Hai:-
Instagram Online Photo Aur video Sharing Social site hai,Aap Ish site par Photo,Video Shoot karke Turant Upload kar sakte hai,Ya phir Apne Mobile me se select karke bhi upload kar sakte hai,Jab aap Pics or Video ko Upload karne ke liye select karte ho,tab instagram aapko Pic aur video editing option bhi deta hai jiski help se aap apne kisi bhi photo aur video ko ek New look de sakte ho. 
Instagram ko "Kevin Systrom" aur "Mike Krieger" ne banaya tha aur October 2010 me launch kiya tha Free Mobile App me.Dhire-Dhire ish service ki popolarity badhne lagi aur December 2014 me 300 Million se Bhi jyada Users Active ho gaye ish Social Service par.Instagram App Android,Iphone,Ipad,Ipod touch,Blackberry 10,Nokia-Symbian Devices ke liye Available hai.Ye service April 2012 me Facebook ne kharid li thi 1 Billion US Doller me.

Instagram Par Unlimited Followers Kaise Paye Free me:-
Dosto main Ab apko Batata hu ki Aap Unlimited Followers kaise Paa sakte hai Free me,Dosto aapko Thoda Work to karna padega Unlimited followers paane ke liye,Par Ishki 100% Guarntee hai ki apko Followers jarrur milenge,Main Dusre Bloggers ki tarah nahi hu jo Readers ko Galat inormation Dete hai.Main Apni Taraph se Full Koshish Karta hu ki mere readers ko sahi Information mile,Mere readers khush to main Khush.Niche Kuch Steps Diye hain Jinke help se aap unlimited Followers gain kar sakte ho Free me.

Step 1:- Apne "Instagram" Account ko Login Karey "Username" aur "Password" Fill karke,Agar apke Paas Instagram Account nahi hai to aap "Sign Up" par Click karey.

Step 2:- Ab Instagram "Search" me "Popugram" Ush par click karey,Aur Ushe Follow karey.

Step 3:-Ab Popugram "Following" par Click karey,Aur Un sabhi ko "Follow" kijiye.

Step 4:-Dhire-Dhire apke Followers badhne lage hai,30 Minutes baad Unko "Unfollow" kijiye jinko aapne "Follow" kiya tha,Ab Dobara "Follow" Kijiye,Phir se apke Followers Badhne Lagenge,Aur Apko Followers Badhne Lagenge,Aur Aap Ish Trick se Unlimited Followers Paa sakte hai.
Dosto main ab aapko ye kaam kaise karta hai,Jab bhi aap Popugram Following par click karte hai,Aur unko follow karte ho jinko Popugram ne Follow kiya hua hai to,Unke Followers active rahte hai aur jab bhi koi naya Follower aata hai vo ushe Follow karte hai.

Unlimited Likes kaise mile Instagram Pics aur Video par  ? :-
Unlimited Likes lene ke liye apko "Likegram" Install kare Agar aap Android mobile Pryog karte hai to "Play Store" se Install kar sakte hai.

Step 1:-"Likegram" Install karne ke baad ish app ko open karey aur "Instagram" 'UserName' Aur 'Password' Fill karke "Sign in with instagram to get more likes" par click karey

Step 2:-Ab aapke samne jo bhi pic ayegi uske niche "Like+1coin" ka option hai ush par click karna hoga ,Par pic like karne par apko 1 point milega,aap,Aur jab aap 1 "Short video" dekhoge to apko 5 point milenge,Agar apke paas 20 point ho gaye to aap apni kisi bhi pic par "10 likes" le sakte ho "Get Like" par click karke,Aur Per "Short Video" Dekhne Par Apko Ek Dum"8 point" milenge