Aadhar Is Not Mandatory Clarifies Facebook | Facebook-Aadhar News Hindi: Facebook Pe Wednesday 27 December Ko New Account Create Karte Time Aadhar Card Pe Likha Neme Manga Ja Raha Tha. Jise Kaha Ja Raha Tha Ki Ab Aane Wale Time Me Facebook Ko Aadhar Card Se Link Karna Hoga. Or Is New Feature Facebook Me Jaldi Aayega. Aaisi Bahut Sari News Popular websites Or YouTube Pe Dekhi Gayi. So Let's Know Full Facebook-Aadhar News Hindi.
So Finally Facebook Ke Saath Aadhar Card Link Karne ki Jarurat Nahi Hai (Aadhar Is Not Mandatory Clarifies Facebook)or Nahi Facebook Account create Karte Time Aadhar Se Related Koi bhi Information Dena Hai. Ye Facebook Ka Test Tha Jo Finish Ho gaya hai.
Fake Account Hatane Ke Liye Kya Yeah (Facebook-Aadhar Link) Feature Aana Chaiye ya Fir Koi or Rasta Hai Jise Facebook Fack Account ko Control Kiya Ja Sake. Aapke Kya Vichhar He Kya Facebook Ko Aadhar Card Se Link Karna Chaiye Ya Nahi Jarur Se Comment Kare. Or Is Post (Aadhar Is Not Mandatory Clarifies Facebook | Facebook-Aadhar News Hindi) Ko Apne Sabhi Facebook Friends Or Group Me Share kare.
Aadhar Is Not Mandatory Clarifies Facebook No Link Facebook-Aadhar
Lekin Ab Facebook Ne Iska Khulasa Kiya hai. Facebook Product Manager Ne Blog post Me Bataya Ki "Ye Ek Testing Tha or Ab Ye Testing Khatam Ho Gayi Hai" ise Final Ho gaya Ki Facebook Users Ke Aadhar Data Ko Collect Nahi Kar Raha Or Nahi User's Ko Facebook Account Opan Karne Ke Liye Aadhar Card Ki Jarurat Hai. Facebook Ne Confirm Kar Diya Hai ki (Facebook Aadhar Card Link) Aisa Koi Feature Facebook Lane wala Nahi Hai.So Finally Facebook Ke Saath Aadhar Card Link Karne ki Jarurat Nahi Hai (Aadhar Is Not Mandatory Clarifies Facebook)or Nahi Facebook Account create Karte Time Aadhar Se Related Koi bhi Information Dena Hai. Ye Facebook Ka Test Tha Jo Finish Ho gaya hai.
Facebook-Aadhar Link Feature Important Or Note ?
Facebook Ke Latest Update December 2017 Ke Aanusar Facebook Pe Total 83M Fack Facebook Account Hai. Sabse jyada Fack Account India Ke Hai. Aise Me Iska Solution Nikalna Facebook Ke Liye Bahut Jaruri Hai.