Urdu Most important Solved MCQs from the past papers you can prepared your test by using these mcqs for your NTS, Exam test preparations. Here are 50 Most important MCQs of URDU solved with examples.
- Urdu ka pehla ghazal go shair tha walli daccni
- Walli daccni nay ye books likhi hain, a. masnavi dah majlis, b. hindi deewan, c. rasala noor ul marfat,
- Khawaja meer dard ka real name khawaja meer tha.
- DARD 1133 Hijri (1723) ko peda howy aor 1199 hijri (1785) ko wafat pai
- Dard ki choti barhi 12 books hain
- Masnavi Sehr ul Biyan Meer Hasan nay likhi thi.
- Meen Hasan nay total 12 masnvia likhi thi
- Masnavi Gulzar e naseem Diya Shankar naseem nay likhi thi
- Marsia Arabic ka lafz hay jis ka matlab hay roona peetna, rehm khana ya dard feel karna
- Marsia k 9 ajza hain or Marsia ka aghaz Deccan say howa
- Marsia ka sab say pehla majmua Karbal Khata hay.
- Karbal katha ko 1145 main Fazli nay likha tha
- Meer Anees nay 176 marsia likhy thay
- Meer Anees ko sab say barha marsia khawan kaha jata hay
- Qaseeda ki 2 kinds hain
- Dr fallen nay nazeer akber abadi ko urdu nazam nigari ka bani kaha tha
- Nazeer Akber abadi ki nazmain Axdahay ka bacha aor choho ka achar likhi thi
- nazeer ki boht si nazmen tamseel nigari ki missal hain, ie Hans nama aor Banjara nama
- Bagh o bahar ko Meer aman nay likha tha
- Bagh o bahar farsi main qissa char darwaish k name say mashoor hay
- Bagh o bahar ko meer aman hay Dr Gilchrist ki farmaish pay 1802 main likha tha
- Molvi abdul haq nay kaha tha k “jab main urdu bhoolny lagta hon to Bagh o bhar parh lieta hon
- Fasana e ajaib Rajab ali baig sarwar nay likha tha jis ka markazi kirdar Shahzada Jaan e alam tha
- Anjaman ara jaan e alam ki mehbuba thi
- Malika mehr nigar ic dastan ka sab say important role tha
- Molvi nazeer ahmed k novels. miratul uroos
- binat ul naash, toba tun nasooh, fasana e mubtala, ayyami, ibn ul waqt
- Mirza zahir dar baig nazeer ahmed ka sab say famous character hay
- Fasana e Azad by Rattan nath Sarshaar
- Fasan e Azad main Azad Husan ara say mohabat karta tha
- Fasan e Azad main Famous character Khhoji tha jis ka pura name khawaja badeeu zaman tha
- Firdos e bareen by Abdul haleem sharer
- Amrao jaan ada by mirza hadi ruswa
- Amrao jaan ada ka asal name Meeran Bai ha
- Akher shab k humsafar by Qurat ul ain haider
- Sajjad haider yaldaram apny zamany k sab say romantic adeeb thy
- Paraim chand ka sab say pehla afsana Roothi Rani k name say Zamana main 1907 main chapa
- 1908 main paraim chand ka Soz e watan k name say pehla majmua shaya howa
- Haj e akber paraim chand ka afsana tha
- Labaik mumtaz mufti nay likhi
- Paraim chand ka aik majmua Angary ka name say 1932 main chapa
- Paraim chand ka aik majmua Zad e rah k name say 1936 main chapa, Paraim chand k afsanay
- kafan, najat, soteli maan, mandar, Ghulam abbas k afsany, andhi, dhanak
- Bandar wala, do tamashy, over coat, jarhy ki chandni ( majmua), katba
- Sadat hasan manto ka pehla afsana Tamasha 1933 main shaya howa
- Afsano ka pehla majmua Atish pary 1936 main shaya howa jis main total 8 afsany thay
- Sadat manto nay Siyah hashiey main fasadat ko point out kia
- Intizar hussain ka pahla afasan Quma ki dukan hay jo 1948 main shaya hwa
- Intizar hussin ka pehla majmua Gali Koochy 1952 main shaya howa
- Kankari 1955 main shaya howa jis main 14 afsany thy