21 अगस्त को लग रहा है सूर्य ग्रहण America Nasa Plan Live Telecast of Solar Eclipse 2017

       21 August 2017 Surya Grahan Nasa Plan Live Telecast of Surya Grahan: America Me 99 years Baad 21 August 2017 ko Surya Grahan Dikhega. Jo ek badi Ghatana Hogi. Surya Grahan Solar Eclipse ki Khabare Bahut viral Ho Rahi hai Internet or Social media Pe. Surya Grahan ko Lekar kuch Juthi khabare bhi viral Ho Rahi hai. So Here is Real & Full Information about Solar Eclipse 2017 in America & India.


Highlights of 21 August Surya Grahan

* 21 August America me 99 year Baad Dikhega Surya Grahan

* NASA First Time 80,000 Fit Upar se Surya Grahan ka 50 Ballon Se Live Telecast Karega.

* 9 Fit Lambe 50 Ballon 1000Ft/Minute Se Surya Grahan ka Live Telecast Karege.

Nasa Plan Live Telecast of Surya Grahan

      Nasa is Surya Grahan ko Live Telecast Karega. Jiske Liye NASA ne Full Plan Ready kar liya hai. Live Telecast ke Liye 50 Ballon ka use karega. Is ballon me Hiloyom Gas Bhara Hua hoga or 80 thousand Fit (24KM) Upar Se Live Telecast Karege. Sabhi Ballon 9Ft Lambe Hoge Jisme High quality Cameras ke Saath mini computers Lagaye Jayege Jo is Surya Grahan ke Live Video's & Photo Earth Pe Send Karege. Ye Sabhi Ballon 1000 Ft/1 minute ki Speed Se Upar Jayege to NASA Ne 18 August 2017 ko Iski Testing bhi karli he or yeah NASA Ka Grant Baluning Project Ready Hai. Is Liye telecast me monatanastate University Bhi NASA ke Saath Is Space Grant Baluning Project me Participate Kar Rahi hai.

      Plen Se Bhi Surya Grahan ka Live Telecast Hoga. Jiske Liye 1960 ka Best Plen Bomber Plen W-57 ko Select kiya Gaya Hai. Jiski speed 460 Maile/Hours hogi.

Surya Grahan 2017 date and time 

      Surya Grahan 21 August ko morning 10.15AM Auregan Se Dikhna Start Hoga Or  2.50 PM ko South Carolina me and Hoga. Indian time ke Anusaar Raat 9:15 Se 2:34 Tak Surya Grahan Chalega but Ye India Me Nahi Dikhega.
Tags