1)Musaddas k her band mein kitnay misraay hotay hain?
6
2)Patwaari aur Phoolon ki paltann k shaayir kon hain?
Majeed Amjad
3)Ch Afzal Haq ki tasneef "Zindagi" ka kis sinf e adab se talluq hai?
Tamseel
4)Maulvi Abdul haq ki tasneef chand ham aser mein kia shamil hai?
khaakay
5)Giraan khoob cheeni sanbhalnay lagay' ye misraa Iqbal ki kis nazm mein shamil hai?
Saaqi naama
6)ye lauh e dil'ye lauh e dil,na is pe koi naqsh hai na is pe koi naam hai,Majeed Amjad ki kis nazm mein shaamil hai?
Autograph
7)Dast e Zulekha kis kitab ka debaacha hai?
Khakim Ba'dehan
8)Ulti ho gayin sab tadbeeren kuch na dawa ne kaam kia'kis shayir ka misraa hai?
Meer Taqi Meer
9)Roshan aagha kis novel ka kirdaar hai?
Udas Naslen
10)Hill station,Professor aur chand tasveer e butaan kis kitab mein shamil hain?
Khakim ba'dehan